makharij kya hai aur ye kyu zaroori hai
makharij kya hai aur ye kyu zaroori hai ??!?????
#asalam u alaikum dosto
alhamdulilah ek martaba
daroode paak padhle
alahumasale alaha sayedina
o molana mohamadin o
baarik o salim salualhi wasalam
asalatu asalamu alaika yaa
sayedi yaa rasool alaha
sala la hu tala alahi wasalam
ji aap hum saho se puri post
padhennge isliye ab aap
fresh hojaaye
alha hume is par amal ki
toufiq ata farmaye aaminn
makharij arbi lafzo ko
kaha jata hai aapne to
apni qurane paak khatam
karliya hoga lekin isme
kuch aise insaan bhi hai
jo makharij ke binabhi
qurane paak padhte hai
lekin isme sahi hurf sahi
jagah se ada hona bohut
zaroori hai jihaan dosto
makharij kise kahete hai
arbi laahje ke mutabik
hurf ki sahi aadayegi ko
makhraj kahete hai
»#hurufe makharij kaha kaha se ada hote hai jaanenge ????
( 1 )hamza haaa ye dono hurf
halak shuru hise se hamzaa
aur haaa aada hote hai ye haa
ghaanti wala ha hai
sabhi hazrat ise taraha padhe
jabhi quran sharif yaa namaz
me khuda ki hamd o sana kar
rahe ho to us oct sahi huruf
aise ada kare
( 2 )ayin haa ye haa gol haa
hai ayin aur haa halak ke
darmiyaani hise se ada hote
hai
ab aappko pata karna hota hai
ke konse jagah se nikale
maine to bata diya ab aap
khud try kare
( 3 )gayin .khaa
halak ke darmiyaan ne hise
se gayiin aur khaaa ada hote
hai
( 4 ) kaaf
zaban ki jad taalu se mil jaaye
to kaaf ada hota hai
( 5 )kaaf ye dusri kaaf hai
kaaf ko ada karne ke liye
zaban aur taalu jo hi se
milte hai inse kuch hise milane
se kaaf ada hoti hai
( 6 ) jim .shin.yii.
zaban ka bich ka hisaa jab taallu
se milta hai to jim shin
yii ada hote hai
( 7 ) zuwaad
zabaan kaa kinaara jab daad
se mill jaaye to zuwad ada hota
hai
( 8 ) laam
zaban ka kinara jabh masoode
se mill jaayeto laam ada hota
hai
( 9 ) noon
zaban ka siraa jab taalu se mill
jaaye to noon ada hota hai
( 10 )raaa
zaban ke niche ka wo hisaa jo
ke zaban ke sire se kareeb hai
jab taalu se miljaaye raaa
ada hota hai
( 11 )taa .daal.tuwaa.
zaban.ka sira upar ke saamne wale daanto ki jad se mill kar
( taaa) (daal) aur (taa) ada ho te hai
( 12) faa
faa niche ka hont jab upar ke daanto ke kinare se mill kar
faa ada hote hai
( 13 ) baa
dono honto ka tar gilaa hisaa mil
jaaye to baa ada hoti hai
( 14 )mim
dono honto ka kashaq sukha ho
hisaa mill jaaye to mim
ada hoti hai
( 15 )wow
dono honto kuch khile rahe
to wow ada ada hote hai
( 16) (ilif)madaa (yaaa) madaa
( wow ) madaa
jouf khaali jagaah se yetino
harf
halaq ke khaali jagah se bich
zaban taalu ki khaali jagah se
yaa ye mada aur hont ki khali
jagah se wow mada ada hote hai
ji alhamdulilah khuda ke
fazal se post to puri hogyi ab
aapka kaam hai sawab pohunchane
ka is post ko aap aapne dosto
se sher kare aur dhero sawab
kamaye agar yesab padhne
ke baad bhi naa samjhe
to aap photo dekhe

Post a Comment