Agar aap deen ka kaam online karna chahte hai ?!?!
Agar aap deen ka kaam online
Karna chahte hai ????
Ji sabhi hazrat se mai aaj
yeh kahna chahta hunga
alham dulilah ke khuda
ke fazal se main bhi deen
ka kaam karta hu suniyat
mai rahekar apne peer kaa
daman pad
kar aur maine ab alham n
dulilah online deen ka
kaambhi shuru kardiya hai
ek to fb se aur dusra apne ek website se mai aapko bhi
moka dena chahta hu ke aap
bhi online khuda ki deen ki khidmat kare Aur aapne
aakhurat ko sawaare jaise mai yehaan se islaahi byan likhta
hu masale masail bata ta hu aaapne blog se bilkul owaise
hi aap ko bhi ek puri islaahi bayan jaise mai likhta hu
hadees sharif ke saath yaa
koi masale masali jise islam
ke har logo ko har masala
pata chal jaaye aise to aap
apne
Mobile ke kyboard se bohut
faltu
Baat likhen honge aaj kHua
ne aapko itna haseen moka
ata farmaya hai sabhi bhai
meri baat pe gour farmaaye
aur aap bhi
Apni aisi post likhkar deen ki
Khidmat karoge sachi niyet
Ke saath inshalah baroze
Kyamat me aapko janat mil
Jaayegi rasool ulaah ki shfat
Naseeb hojaayegi jaayegi
:agar aap post
Likh kar deen.ki khidmat online
Se karna chahte ho aaj ka zamana
Offline se zyada online hai
Aapko to pata hai isliye agar aap
Ko post likhni hai to aap meri
Post gour se dekhe kumse kum
Ek post 1000words ki ho post
Me islaahi bayan dilko
Lagne wala sirf aur sirf aap
Islaami post likhe masale
Maasail ho aapki post ke words
Aise ho ke hamare pyare
Kum english jane wale muslim
Bhai ko bhi samaj aajaye
Aur ek baat ka dhiyaan
Rahe ke aapne post likhi to
Us page par aapka naam
Ayega lekin aapko naam
Se riyakar.nahi karni hai
Agar aap chahe ke aapka
Naame ayeto ayega naa
Chahe to nahi aayega
Agar aapki batayi huwi ek
Baat par koi amal kare to uska
Sabse pehle sawaab aapko
Milega to ab samaj chuke honge
Ke ab aapko kya karna hai
Ji shukriya agar post likhna
Chahte hai yehaa send kare
aaaltafhussain9@gmail.com
Apni post is email par send karey

M b jinnat s dosti karna chahte hu kya m esa kar sakte hu aur ek molvi sahib n mujhe bola k m unko 2800 rs unke account m jama karva du vo mere leye jinn ko dost banane k dua padh dege to kya y sach h koi aur mere leye y dua pad sakta h plz mujhe sahe rashta batae
ReplyDelete