Header AD

WAZU ME FARZ AUR SUNAT KYA KYA HAI

WAZU ME FARZ AUR SUNAT KYA KYA HAI

Post:altaf noori from:islamjaano.
Blogspot.com on:26sept 2016

Asalam u alikum hazrat
Aaj hum apni nayi post me
Jama hai aaj is post main
Bohut special hai aapke liye
Hamare liye jise hame apni
Wazu ko firse sahi karne ka
Mokaa milega aaj is post
Me jaanenge ke wazu main
Farzkya hai sunat kya hai
Mustahab kya hai obhi jaanenge
Inshalah ilm sikhne ke mamule
Me aapka saath aise hi bana
Rahe to ek din bohut
Unchaayi par pohunch jayenge
Musalman

WAZU MAI FARAZ KYA HAI

(1)Awal to pure moun ka dhona
Yani peshaani se lekar dadhi ke
Niche aur kan ki loutak dusre
Haath kah kahino tak dhona
Tisre chotayi sarkaa masa karna
Chote pair takhno tak dhona

yethi wazu ki sunate jise
Jaana har mard aurat par
Faraz hai jise jaana hi momin
Musalaman ko inshalaha yehan
Se aur bhi jaanene inshalha

WAZU ME SUNATE KYA KYA
HAI
1:niyet karnaa
:2:zabaan se puri
Bismilah padhna
3:pohunchotak
Dono haath dholena
4:haatho ki
Ungliyo main khulal karna
5:miswaak karna
6:tin baar kuli
Karna
7:naak me paani dalna
8;har azu mai tin baar dhona
9:tartib war

Yesab wazu ke sunate thi jise
Hume wazu main zaroor
Karni chahhiye  ab humne
Sunate jaani faraiz jaanli
Ab mustahab jaanenge
Inshaalah

WAZU MAI MUSTAHABAT KYA
HAI

(1)kiblah rukh baithnaa
(2)miti ke bartan se wazu karna
(3)louta baaye taraf rakhna
(4)unchi jagah par baith naa
(5)baaye haathse naak saaf karna
(6)har wazu mai haath malna
(7)har wazumai bismilah padhna
(8)gardan kaa masaha karna
(9)wazu ka bacha huwa paani
Khade hokar pina

ALHA IS PAR hum sabko
Amal karne ki toufiq ata
Farmaaye ammin

Aur haan niche se zaroor
Aap ye post sherkarni padegi
Kyuke aapne to jaanliya ab
Aapko apne bhyo tak ise paigam
Ko failaana hai jishukriya jazkh
Alha

Duwa.ki darkhawasat:ALTAF NOORI

WAZU ME FARZ AUR SUNAT KYA KYA HAI WAZU ME FARZ AUR SUNAT KYA KYA HAI Reviewed by Altaf HB on 00:54 Rating: 5

No comments

Post AD