Header AD

NAMAZE ISTIKHARA KYA HAI ???

NAMAZE ISTIKHARA KYA HAI??

Post by:ALTAF  from:islamjaano
Date:27 sept 2016

Asalam u alaikum
aaj hum janenge ke
Namaze istikhara kya hai aur
Ise kaise ada kare sab aapko.
Aaj detail mai batane ki
Koshish karungaa inshalaha
Aap johai achi taraha se padhle
Agar aapko kuch nahi samaj
Ayato  bhi aap humse puch
Sakte ho

NAMAAZE,ISTIKHARA.KYA HAI

jab koi naya kaam karna ho masalan tijarat karni yaa kisi
Tijaarat me hisalena yaa nikah
Karna aur koi kaam hoto chahe
Ke apne parwardigarse salaha
Le kyuke alha talaha sab kuch
Jaanta hai aur har khair shukr
Isko pata hai use mashora liya
Jaayega to o nafa hi ke raaste
Chalega iske liye do rakate 2
Padhi jaati hai jinko
**salatulistikhaara****
Kahete hai

Rawait;hazrat jabir (rz)farmate hai
Ke mere aqa rasool swalahi wasalam farmate hai koi shaks
Nai kaam ke karne ka irada
Kare to  chahiye ke namaz ke
Ilaawa 2rakate padhe phir
Ye duwa padhe »»»»»»»

NAMAZE ISTIKHARA PADHNE
KE BAAD YE DUWA KARE??

ALAHUMA INI ASTAKHIRUK
BI ILMIK O ASTAKDIRUK
BI KUDAR TIK O ASALUK
MIN FAZLIKAL AZIM F INAK
TAKDIRU WALAA AKDIRU
O TALAMU WALAA AALAMU
O ANT ALAMUL GAYUBI
ALAHUMA IN KUNTU
TA AALMU AN HAZAL AMRI
KHAIRUL LI FI DINI O MASHI
O AAKIBATI AMRI FAQDURU
OYESIR U SUMM BARIK LI
FIHI O IN KUNTU TA AALMU
AN HAZAL AMR SHARU LI FI
DINI O MAASHI O AAKIBATI
AMRI FAASRI FAHU ANI WO
SARI FANI ANHU O KADUR LI
ALKHAIR HAISU KAAN SUM
ARZANI BIHI

Ye namaz ki fazilat ???
Agar aapne ye naamz koi
Naya kaam karne ke liye
Bussenes work kaam aur
Bhi kuch naye chiz exam
Study mai taraki ke liye agar
Aap ye namaz padhkar ye
Duwa karenge is namaz se
Khuda e paak aapke har kaam
Ko kaamiyab kardega subhaan
Alah ab hum is duwa ko niche
Urdu me laate hai

NAMAZE ISTIKHARA KI DUWA
URDU ME TRANSLATE???

Aye alha me tere ilm ke zarye
Apne haq me behetar baat
Maalum karna chahta hu aur
Kader karna chahta hu aur kadr
Maangata hu teri kudratse aur
Tere fazal ka sawal karta hu
Kyunke tu kadar rakhta hai
Me kadr nahi rakhta aur tujhe
Ilm hai mujhe nahi aur gaib
Ki baato ko jaan newala
Tu hi hai aye alha agar tu janta
He ke mera ye kaam mere
Liye mere deen mere zindagi
Aur anjaam ke itbaarse bahtreen
To aye mere bus mai kardey
Aur meri liye asaan kardey
Aur phir hame barkat farma
Aur agar to ye samjhe ke ye
Kaam mere liye mere deen
Meri zindagi aur anjaam ke
Liye mazdar hai to is kaam
Ko mere sarse tal de aur
Mujhe is se bachale aur mujhe
Bhaalayi ata kardey jahan
Se bhi ho ohaa mujhe is
Baat par razi kardey

Mashalha alhamdulilah ye thi
Namaze istikhara ki duwa urdu
Me translate ki huwi
Ab aapne ye bhi jaanliya ke
Namaze istikhaara kya hai
Aapne ye bhi jaanliya ke
Agar kisi nayi chiz ko kamiyab
Karne ke liye khuda ke fazal
Se namaze istikhara padhni
Hogi aapne namaze istikha
Ra ki duwa upar arbi me
Bhi samat farmayi
Apne namaze istikhara ki
Duwa abhi urdu me bhi
Samaat farmayi yaani
Yehaan tak humne aapko
Namaaze istikha ra ki puri
Baate detailke sath bta diya
Yaani pura cors khatam
Huwa ab hum inshalah
Agli post fatihan kaise dilaye
Iske taaluk se likhenge
Aap zaroor coment me
Bataye ke hum agli post
Fatiha kaise diaaye iske
Taaluk se likhe yaa nahi

NAMAZE ISTIKHARA KYA HAI ??? NAMAZE ISTIKHARA KYA HAI ??? Reviewed by Altaf HB on 00:57 Rating: 5

No comments

Post AD