Header AD

masnoon o makbul duwaye ????


masnoon o makbul duwaye ????

asalam u alaikum mashalah
aaj hum kuch islami masnon
duwaye janenge jise inshalah
hume duniya mai bohut
faida hai alaha hume is par
amal ki toufiq ata farmaye
bhai jab aap padhnge to sirf
pad ke mat chodo ise jo hai
sher karo aur khud yaad
karo agar aapne ye duwa yaad
karliya yehaa se to mera
sawab to badjaayega meri
nekiyo me izafa hoga aur
koi aapki sher karne ki
wajase duwaye sikhle to aapka
bhi beda paar hosakta hai
inshalah alaha use ke habib
ke sadqe hume janati banaye
amin



%#DUWAYE KYA HAI ???

ab hum janenge ke duwaye
kya hai kuch logo ko nahi pata
hota hai aaj mai aapko batunga
duwa arbi lafzo mai hoti hai
jab bhi hum kisi chiz ko khate
hai paani pite hai aise hi
chizo ko youse karte hai to
uske liye khuda azawajal se
duwa maangte hai arbi me
hum apne koi bhi chiz istimal
karne se pehle moula ki
baargah me madad maangte
hai jise hamari saari preshani
o taklif dur hojaati hai
to  yeha aapko masnon
duwaye arbi se urdu se
bhi batayenge kar di jaayegi
inshalah


#MASNOON O MAKBUL   DUWAYE???


masnoon o makbul duwaye ????

( 1 )PANI pine se pehle ki duwa
( bismilaah hirrahman nirahim )


( 2 )pani pine ke baad ki duwa
(  alhamdulilahi rabiulaalmin )



( 3 )khana khane se pehle ki
( duwa jo bohut zaroori hai
bismilahilazi layeduru m.a sami
wul alim )


( 4 )khane ke baad ki duwa
( alham dulilahilazi atamana
o askaana o ajalna minal
musalimin )



( 5 )khana khaane ki duwa bhool
jaaye to ye padhe
( bismilaahi awuluhu o akhiruwu)



( 6 )ghar me dakhil hone ki duwa
( alahuma ini asaluk khairul mulji
o khairul makhraji bismilahhi
o aljana o bismilahi kharjana
o ala hi kharjana wo alahi rabana
to kalana




( 7 )gharse nikalte oct ki duwa
bismilahi towakaltu alalahi
laahol o laakuwT ilaa bilahi
l azimm


owaise.to masnoon duwye
bohut lekin ye main imporatant
thi jo aapko batayega inshalah
ispe amal karley fir aglibaar
ange to aage ki duwa bhi batayenge agar aap hamari apni
post derict apne email par
chahiyeto sabse niche email
daalkar confirm kare inshalah
hamri har new post aapke email
par aajyegi inshalah aur haa
kuch puchna hoto aap coment
me bataye shukriya duwa
mai yaad rakhna aapka
bhai

masnoon o makbul duwaye ???? 
masnoon o makbul duwaye ????
Reviewed by Unknown on 00:38 Rating: 5

No comments

Post AD