Jinat kya hai aur jinaat se dosti kaise kare
Jinat kya hai aur jinaat se
Dosti kaise kare ???
postby:Altaf noori from:islaam
Jaano on:28 sept 2016
Jinat kya hai aur jinat se dosti
Kaise kare ???
Agar aap ko yekin nahi hai
Ke duniya mai jinat jaise bhi
Chize hoti hai to mai aapko
Bata dun jaise duniya mai
Hawa hai par dhik ti nahi
Iska matlub yeto nahi ke
Hawa hi nahi bilkul owaise
Hi duniya mai jinat bhi par
Wo har kisiko nazar nahi
Aate ab hum jaanenge ke
Jinat ko kisne paida farmaya
Jinat ko kisne paida farmaya
Jinat ko saari duniya ka malik
Alha paakne paida farmaya
Iska zikar quran sharif me
Bhi mojud hai aap deksakte
Ho insaano ko paida karne se
Pehle jinat ko paida kiya
Gaya tha jinat ko aagse
khuda Ne paida farmaya
Jinat 2 categrio ke hote hai ???
Shayed zyada logo ko pata
Nahi jinat bhi do taraha ke
Hote hai ek o jinat jo paak
Hote hai har oct khuda ki
Ibaadat khuda ka zikar
Khuda ka shukar karte hai
Duniya aur aasamano ka
Koi aisaa kona nahi hai jahan
Insaan aur jinaat khuda ki
Ibaadat tazbhi ho otherima
Naa karte ho agar aapne
Galti se bhi kisi jinki ibaadat
Me dakhal andaazi yaa anjane
Me use uski ibaadat ke oct
Taklif pohunchaa hi to aapki
Kher nahi jin aapko bohut
Chote pohuncha sakta hai
***EK real story jin ka atack
Insaan par ???
Jo mai baat aapko abhi batane
Wala hu is baat ko jhutlana
Mat ye ek such hai sirf aise
Ek hi jagah nahi huwa ke
Kisi insaan par jine atack kiya
Jine insaan ko maara ho
Bulke aap apne mohale me
Iske baareme kisi se bhi
Puchsakte ho
Huwa you ke ek aadmi bohut
Raat karke kisi mohale ki masjid me sone ke liye chala gaya
Masjid me sona worng nhi
Hai sou sakte ho lekin in
Rules ko naa tode jo mai
Aapko aaj yehaan bataunga
O masjid ke bicho bich sogaya
Yehi sabse badi galti hoti hai
Aap chaheto apni mohale ki
Masjid me raat ko jaake dekh
Sakte ho ke agar masjid koi
Masjid me soya bhi hoga to
Bich me nahi sohega kyuke
Use pata hai ke yehi apne
Life ki sabse badi galti hogi
Isliye o diwaal ke side me sota
Hai bache aur o aadmi
Bich me hi so gaya tha use
(jinaat ne first time side kar
Diya to fir o apni nind se
Bedaar howa o ghabragya
Ke mai yehaan kaise aur
Fir bich mai bistar lekar
Chalagya aur jinaat ne use
Side me suladiya fir onind
Se uthkar bichme chalagya
To use tisri martaba hataya
Nahi gya bulke uske pair
Pakad ke use masjidse bahar
Phek diya gya o ghabrata huwa
Rota huwa darke maare bhag
Gaya to aise hume o nuksan
Pohuncha sakte hai isliye
Hoshyaar
Jaise insAn do taraha ke
Hote hai ek acha insaan jo
Khuda ki ibaadat se ache
Kaam karta ho apne mola
Ko raazi karne ke liye aur ek
Dusra insaan jo shirk
Karta ho gunehgaar ho
Aise hi jin bhi hote hai
dusra jin kharab jin hai jo
Khuda ki naashukri karta hai
Aur insaano ko bahtkatha hai
Jinaat se kaise bache islamic
Amal ? ??
Ek baar kawakiya janabe umare
Farook rzialahu talaha anhu
Maidaan me ek shaks se lad
Rahethe o shaks ko hazrat
Baar baar pathak kar hara
Rahethe o aadmi baar baar
Uth jaata tha to hazrat ko
Shak huwa ke ye koi insaan
Nhi lagraha hazrat ne use
Pucha aye insan ke shakal
Mai chupe huwe kon ho tum
Kya tum jin ho obola haa
Mai jin hu aur bolte hi bhag
Ne laga hazrat umar farooq
(Rz)ne use daboch kar pakad
Liya aur pucha agar tumlogo
Se insaan ko bachna hai to
Kya kare kaise insaan tum
Logo se bache to o bol
Nahi rahatha hazrat ne use
Dabocha o bola ke agar
Koi shaks sirf ek baar ayetul
Kursi padhle to hum insan
Se bohut dur chale jate hai
Dosto aapko bhi kisi jin
Ne satane ki koshish ki
To jin ke bataye huwa hi
Baat par amal kare ise aapko
Hi faaida hoga
Kya aap jinatse dosti karna
Chahte hai haa karsakte hai?
Agar aap jinatse dosti karna
Chahte hai to aap ko har
Roz raat ko sache dilse
Khuda ki baargah me ek
2ghante ruk kar ibadat karni
Hogi khuda ka zikr karna
Hoga jise aap ke relitons
Jinaatse badh sakte hai
Jinat kya hai aur jinat se dosti
Kaise kare ??
Aapne jaanliya
Note#isme aapko jaan ka khatra rahega kyuke agar aap
Ka dhiyaan thoda bhi idhar
Udhar huwa namaz ke
Oct yaa aapne galti ki to
Aapko jin maar bhi sake hai
Uskebaad iska zimedaar mai
Altaf noori nahi rahunga
Shukriya aur ye post sher kare

Assalam'o'alaikum,I believe in giant and I know there are two types of jinat
ReplyDelete